BICHAR GAYA HAI TO MAIN BHI
imshaz's blog /
Poetry /
BICHAR GAYA HAI TO MAIN BHI
BICHAR GAYA HAI TO MAIN BHI
BICHAR GAYA HAI TO MAIN BHI
bichaR Gaya Hai to maeN bhi usay bhulaa dooN ga
marooN ga khud bhi usay bhi kaRee saza dooN ga
jalaa rahi hai meri dil nishaaniaN teri
main teray khat, teri tasveer bhi jalaa doon ga
wafa karooN ga kiss SogWaar chehray say
puraani qabr pe katbah nayaa sajaa doon ga
yeh teergi meray ghar ka he kiuN muqaddar ho
maiN teray shehr k saaray diay bhujaa dooN ga
tu aasmaaN ki soorat hai girr paRay ga abhi
zameen hooN maeN magar tujh ko Aasra doon ga
Description
imshaz
Posts: 192
Comments: 102
" Laakh PardoN main chHupaa LooN Bhaid Meray Kholti Hay ShaaEry sach Bolty hai "
Posts: 192
Comments: 102
" Laakh PardoN main chHupaa LooN Bhaid Meray Kholti Hay ShaaEry sach Bolty hai "
Categories
Copyright © 2012 ShehzadOnline!
