Mohabbaton Ka Pata Chalay Ga
imshaz's blog /
Poetry /
Mohabbaton Ka Pata Chalay Ga
Mohabbaton Ka Pata Chalay Ga
Had-e-JunooN se guzar hua to MohabbatoN ka pata chalay ga
Koi Wafa ki nazar hua to MohabbatoN ka pata chalay ga
Abhi to Phirtay ho dostoN main, Azia koi juda naheN Hai
Koi idhar se udhar hua to MohabbatoN ka pata chalay ga
Abhi Mohabbat naheN hui naa! Kuch iss liay muskura rahay ho
Kissi ki BaanhoN main ghar hua to MohabbatoN ka pata chalay ga
Woh jiss ki khatir bana rahay ho zamanay bhar ko tum apna dushman
Wohi naa apna agar hua to MohabbatoN ka pata chalay ga
Comments
- tere ird gird hain ghomty meri zat k sabi moamlay
tujhe dhoond lene k shoq main mai ny apna app ganwa diya
Description
imshaz
Posts: 192
Comments: 102
" Laakh PardoN main chHupaa LooN Bhaid Meray Kholti Hay ShaaEry sach Bolty hai "
Posts: 192
Comments: 102
" Laakh PardoN main chHupaa LooN Bhaid Meray Kholti Hay ShaaEry sach Bolty hai "
Categories
Copyright © 2012 ShehzadOnline!
