Search result
Tags - november
Tumhen Yaad Hai Jana
Guzeshta saal November main
Issi tarah ka mosam tha
Jab tum ne kaha tha mujh se
Chalo hum naam badaltay hain
Koi achay se farzi naam
Rakho tum apnay aor meray...
Haan uss waqt tumhari baat main ne un-suni ker di
Magar jab se lagi thokar
To ab kuch naam zehen main aaey
Aaj issi November main
Mera naam aaj se TANHA
aor tumhara naam MOSAM hai
Keh TANHA aana parta hai
aor MOSAM bewafa Jana...
Description
imshaz
Posts: 192
Comments: 102
" Laakh PardoN main chHupaa LooN Bhaid Meray Kholti Hay ShaaEry sach Bolty hai "
Posts: 192
Comments: 102
" Laakh PardoN main chHupaa LooN Bhaid Meray Kholti Hay ShaaEry sach Bolty hai "
Categories
Copyright © 2012 ShehzadOnline!
